Shame Ghariban
Shame Ghariban
Zainab Tanha
Zainab Tanha
Ghor Andhera
Ghor Andhera
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
Mai kaise na roun baba
Mai ujad gai baba…
1.Ho mera akbar, Ha mera asghar
Ho mera Ghaazi, Ha mera dilbar
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
2.Ha ek din, mai ghar ujda
Na rahe bhai, ha na beta
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
3.Ha mai bekas, ha mai mujtar
Ha pardeshi, ha mai be-ghar
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
4.ha gaya ghazi, darya par
Ha gire bazu, ha kat kar
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
5.Ha zindan ne, ha jana hai
Ha rassi hai, hosana hai
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
6.ha rehano, ha sarwar ka
Ha purs hai, ha ye navha
Ha mai ujad gai baba
Ha mai ujad gai baba
Na ro zainab na ro
Mere jigar ke tudke na
No comments:
Post a Comment